Top 51+ Waqt Shayari In Hindi – वक्त शायरी इन हिंदी

Waqt Shayari In Hindi (वक्त शायरी इन हिंदी) – Waqt bahut hi mulyawan hota hai. Jisne waqt ke mulya ko sahi se jan liya hai wahi zindagi me safal hota hai. Is post me aaj hum aapke liye waqt shayari aur status lekar aaye hai, jo ki aapko behad pasand aayenge.

Waqt Shayari In Hindi

वक्त के साथ सब कुछ बदल जाता है,
वक्त ही होता है जो सब कुछ सिखाकर जाता है।

Waqt ke sath sab kuchh badal jata hai,
Waqt hi hota hai jo sab kuchh sikhakar jata hai.

waqt-shayari-in-hindi (1)
Top 51+ Waqt Shayari In Hindi – वक्त शायरी इन हिंदी

 

जब कोई किसी का नही होता,
तब वक्त भी साथ नही देता।

Jab koi kisi ka nahi hota,
Tab waqt bhi sath nahi deta.

एक दिन तू भी संवर जाएगा,
सब्र तो रख ऐसा वक्त आएगा।

Ek din tu bhi sanwar jayega
Sabra to rakh aisa waqt aayega.

बड़ा इंसान भी हार जाता है,
जब वक्त विरुद्ध हो जाता है।

Bada insan bhi har jata hai,
Jab waqt virudhd ho jata hai.

जिसने वक्त के साथ चलना सीख लिया,
समझो उसने जिंदगी में बहुत कुछ पा लिया।

Jisne waqt ke sath chalna sikh liya,
Samjho usne zindagi me bahut kuchh pa liya.

वक्त से ही इंसान सिखता है,
तभी तो एक दिन निखरता है।

Waqt se hi insan sikhta hai,
Tabhi to ek din nikharta hai.

ये वक्त का खेल है,
नही किसी का मेल है।

Ye waqt ka khel hai,
Nahi kisi ka mel hai.

वक्त का किसी से नही कोई बैर,
वही कुछ कर पाता है जो वक्त के साथ करता है सैर।

Waqt ka kisi se nahi koi bair,
Wahi kuchh kar pata hai jo waqt ke sath karta hai sair.

वक्त के साथ बदल जाती है हर किसी की कहानी,
जो वक्त के साथ आगे बढ़ गया सुनो उनकी जुबानी।

Waqt ke sath badal jati hai har kisi ki kahani,
Jo waqt ke sath aage badh gaya suno unki jubani.

यादों से पुराना है याराना हमारा,
वक्त के साथ नही बदलता है रिश्ता हमारा।

Yadon se purana hai yarana hamara,
Waqt ke sath nahi badalta hai rishta hamara.

वक्त का मारा,
उसका कोई नही है सहारा।

Waqt ka mara,
Uska koi nahi hai sahara.

वक्त कभी रुकता नही,
जो वक्त के साथ चलता है वो कभी झुकता नही ।

Waqt kabhi rukta nahi,
Jo waqt ke sath chalta hai wo kabhi jhukta nahi.

वक्त के साथ कोई बिखर जाता है,
तो कोई निखर जाता है।

Waqt ke sath koi bikhar jata hai,
To koi nikhar jata hai.

वक्त जैसा भी होता है,
मगर अच्छा होता है।

Waqt jaisa bhi hota hai,
Magar achchha hota hai.

यह पढ़ें: बुरा वक्त शायरी

वक्त शायरी इन हिंदी

खोया हुआ वक्त दोबारा लौटकर नही आता है,
गम के सिवा कुछ नही हाथ लगता है।

Khoya hua waqt dobara lautkar nahi aata hai,
Gam ke siwa kuchh nahi hath lagta hai.

waqt-shayari-in-hindi (3)
Top 51+ Waqt Shayari In Hindi – वक्त शायरी इन हिंदी

 

एक दिन हर कोई ताली बजाएंगा,
ऐसा वक्त जरूर आएगा।

Ek din har koi tali bajayega,
Aisa waqt jarur aayega.

जब कोई न हो सहारा,
वक्त के साथ चलो दोबारा।

Jab koi na ho sahara,
Waqt ke sath chalo dobara.

कैसे भूले बीते वक्त की यादें,
जिनसे पक्के होते है हमारे इरादे।

Kaise bhule beete waqt ki yaden,
Jinse pakke hote hai hamare irade.

वक्त के जैसे नही बदलना आता है,
हर कोई नही साथ निभाता है।

Waqt ke jaise nahi badalna aata hai,
Har koi nahi sath nibhata hai.

सोच भले ही पुरानी रखों,
वक्त के साथ चलना सीखों।

Soch bhale hi purani rakho,
Waqt ke sath chalna sikho.

वक्त होता है बड़ा ही बलवान,
वक्त के साथ चलने वाला बनता है महान।

Waqt hota hai bada hi balwan,
Waqt ke sath chalne wala banta hai mahan.

गिरकर अकेले ही उठ सकता हूं,
वक्त आने पर नहीं रुक सकता हूं।

Girkar akele hi uth sakta hoon,
Waqt aane par nahi ruk sakta hoon.

कांटों में गुलाब खिला करते है,
तुम जैसे दोस्त वक्त के साथ मिला करते है।

Kanto me gulab khila karte hai,
Tum jaise dost waqt ke sath mila karte hai.

वक्त के साथ खत्म हो जाता है इंसान का जुनून,
तब कही नही मिलता है सुकून।

Waqt ke sath khatm ho jata hai insan ka junun,
Tab kahi nahi milta hai sukun.

वक्त के साथ हर कोई अपना रुख बदलता है,
वक्त ही होता है जो हर किसी को सबक सिखाता है।

Waqt ke sath har koi apna rukh badalta hai,
Waqt hi hota hai jo har kisi ko sabak sikhata hai.

ये जरूरी नही की वक्त खास हो,
ये जरूरी है कि इंसान को वक्त का एहसास हो।

Ye jaruri nahi ki waqt khas ho,
Ye jaruri hai ki insan ko waqt ka ehsas ho.

वक्त बदलता जरुर है,
वक्त सबका आता जरुर है।

Waqt badalta jarur hai,
Waqt sabka aata jarur hai.

जिंदगी में चाहे जैसा भी वक्त आए,
सफल वही होते है जो आगे बढ़ जाए।

Zindagi me chahe jaisa bhi waqt aaye,
Safal wahi hote hai jo aage badh Jaye

जो वक्त की कद्र करता है,
वक्त उसकी कद्र करता है।

Jo waqt ki kadra karta hai,
Waqt uski kadra karta hai.

Final Words – Is post ke jariye likhi gayi waqt shayari in hindi (वक्त शायरी इन हिंदी) aapko pasand aayi ho to aap apne friends ke sath Whatsapp, Facebook par share kar sakte ho.

यह पढ़ें: ज़िन्दगी एक संघर्ष स्टेटस

Leave a Comment